- Wishes
- Top Contributors
- Navi Shrivastava Wishes
Navi Shrivastava Wishes Collection - Page 20
1053 Wishes in Collection
Love has no desire but to fulfill itself. To melt and be like a running brook that sings its melody to the night. To wake at dawn with a winged heart and give thanks for another day of loving
The two great laws of life are growth and decay.
When things stop growing they begin to die...
This is true of men, business or nation......
Hum Pe Shaq Kiya Na Karo Har Baat Pe Mera Naam Liya Na Karo Hum Denge Saath Tumhara Zindgi Bhar Har Kadam Pe Hume Ajnabi Samjha Na Karo
Bat keh di jaye juba se zarori to nhi zindgi guzri h adhi puri to nhi samjhenge woh nigahon se mere dil ki dastan dur baithe hai par dilo me duri to nhi
Hamare ansu pooch kr woh muskurate hain isi ada se woh dil ko churate hain haath unka chu jaye chehre ko isi umeed me hm khud ko rulate hai
Aaj aap ke Raat ki Acchi Shuruwat Ho Pyaar bhare Sapno ki Barsaat Ho Jinko Din Bhar Dhundhti Rahi aapki Palke Rub Kare Sapno Main Unse Hi Mulakaat Ho
Dil Main Jagah di toh Dil Tod Gaye Bepanah Mohabbat ki toh Bewafai kar Gaye Taras Na Aaya Unhe Hamari Wafaon pe Isliye Tadapne ke liye Tanha Chhod Gaye
ankhe bhi meri palko se sawal karti hai har waqt aapko hi yaad karti hai jab tak na kah de GOOD NIGHT aapko zalim sone se bhi inkar karti hai
Raat aathi hai sitare lekhar Neend aathi hai sapne lekhar Humari dhua hai Kaal subha aaye tumhare liye bohot sari khushiya lekhar GOOD NIGHT
Phool bankar kya jeena ek din murjha kar phek deye jaoge jeena hai to patthar bankar jiyo kabhi tarashe gaye to KHUDA kahlaoge
suna hai wo dukh main hote hai to hume yaad karte hai
=======aeKHUDA========
main uske liye khushi ki dua karoon ya gham ki.....
Nazrein meri kabhi na thak jaye bewafa tera intezaar karte karte ye jaan yu hi nikal na jaye tumse ishq ka izhaar karte karte
sadiyo se hotho pr pyas thi aaj samandar dekha to pi gya paida hote hi marne ki tamanna thi pr tujhe dekha to ji gya
mujhe us jagah se bhi mohabat ho jati hai,
===============aesanam===============
jaha baith kr ek baar tujhe sooch leta hoon.........
zikr unka hi aata hai fsane main,
jinko jaan se jyada chaha humne jamane me,
tanhaai main unki hi yaado ka sahara mila,
nakaamyab rhe jinko aqsar bhulane main
Ret ke shahar me aashiyana bnaya tha kagaj ki kasti ko sahar bnaya tha jhoka hawa ka sab kuch uda le gaya sayad hmne hi rista kamjor bnaya tha
Apni hatheli se meri hatheli mila lena, jab karo dua to usse bhi utha lena, jab khuda de khushi to apna hath aage karna, jo de gam to meri hatheli aage badha dena
?WÖh jo hansta tha haal-e-Dil pay kabhi,
RÖ para khud ko Dekh ker tanha
Neend waalon ko kya khabar is ki,
KÖn jaaga hy raat bhar tnha.
Guzar gayi ye Rat ßhi gham-e-zindagi ki trha
.
“*= Dost =*”
.
Hota jo Hamara koi Apna to hamien ßhi SuBHa ka Salam kahta.
Har shakhs apne chand se tha Mehv-e-Guftgoo..
.
“SAQI”
.
Main apna chand dhondta raha or subah ho gai..
GOOD MORNING
Jab dekh kr chala jaye meri Mayat,
Phir tayari krna mujhe jaldi Dafnane ki,
q k….
agr woh palat aya aur muje dekh kr ro para,
to meri sansaen wapis na aa jaen
q k…!
meri adAt hy usy chup karane ki…
Bas Pal Bhar Mein Itna Jaan Lena,
Ke Tere Wasl Ki Khwahish Ne Meri Rooh Ko,
Is MuqaaM Par Laa Khada Kiya Hai
TuM Tajjub Na Karna,
Jab Kabhi Sar-E-Raah
TuMhe Koi Rooh,
Roti Hui,
Sisakti Hui,
Sadayein Deti Hui,
Baatein Karti Hui,
Nazar Aaye,
Aisi bewafaai ki usne mohabbat bhi badnam ho gayi apni mohabbat ki itni kismat wasul ki usne ki hamari arthi bhi nilaam kar gayi
Yeh dil jisko chahe wo milta kaha he Khudha har kisi ko yeh deta kaha he Kismat se milti h ye khushia sari Lakiro se apni koi ladta kaha Hai
Deewana Hu Tera Sadiyo Se Mai Itni Mohbt Kisne Ki Hogi MereSanam Hadd Se Jyada Chaha H Tuje Maange Tu Jaan To Piche Hatenge Na Kabi Mere Kadam
bhuli gujri si ek kahani de.
mujhe wapis wo jindgani de..
ye jamana suboot manega..
apni pyar ki kuch to nishani de..
patter se pyar kiya nadan the hum...
galti humse hui insaan the hum...
aaj jinhe humse baat krne main takleef hoti hai...
kbhi wo kehte the unki jaan hai hum...
Mar kar jine ki tamana kise nai hoti, ro kar hasne ki tamana kise nai hoti, kahne ko to khe dete h, jilenge pyar ke bin, par pyar ki jarurat kise nai hoti.