- Wishes
- Top Contributors
- 9254710053 Wishes
9254710053 Wishes Collection - Page 2
167 Wishes in Collection
Chand Ko Akela Kabi Na Paoge. Agosh Me Sitare Mil Hi Jayenge. Kabi Agar Tanha Ho Anke Band Karna. Anjane Chehre Me B Hume Apna Paoge
Apne apne andaz hote hain, Jagti aankhon main bhi khwaab hote hain.. Zaroori nahin ki gam main nikle aansu, Muskurati aankhon main bhi sailab hote hain.
Us K Chor Jaanay K Baad Ab Mohabbat Nahi Kartay Kisi Say.
Ae dost
Thori c To Umar Hy
Kiss Kiss Ko Aazmatay Phirain
Sari umar poojty rahy Log apny hath se bnay huay pthar k khuda ko..
ae Dost
Hum ne khuda k hath se
bnay huay ko chaha
to gunahgar ho gay.
Na Samajh Saky tum Hamari Mohabbat Ki Intaha Ko;
ae sanam
Samajh Jate Agar To Hum Sy Ziyada tum Talabgar Hamry hote.
Nafrat ki aag ko mOhabat ke lahOo say bujha dena fitrat hai hamari
Ae dosto
Hum wO dewaane hain jinhen kisi ki nafrat say bhi pyar tha
Kal rat Khwab me unki tasveer bana dali,DIL ko itni acchi lagi ke sine se laga dali,jab hua khauf k koi chura na le
To itna roye ke apne ansuo se mita dali
Ashq wo bhi girane lage hai.
paigam unke bhi aane lage hai.
karib aaye bhi wo to aaye us waqt.
jab unhe laga ham unke bina muskurane lage hai..
Mai Mar bhi Jaon To Un Ke Dil Par Kuch Asar Na HoGa,
Ehsaas To Un ko Hota hai jo Seeney men Dil Rakhtey Hen.
Us se milne ki khuda se iltija ki hai,
Sada salamat rahe ye dua ki hai,
Aa khuda mujhe kabhi Juda na karna us se,
Jis se main ne mohabbat be-Intiha ki hai.
Tumhe Chhune Ka Ehsaas Ab Tak Hai,
Ankhe Nam Hai Sanso Me Aag Ab Tak Hai,
Dikhte Nahi Hai, Zakhm Upar Se Kuchh Bhi
DiL Me Utar Ke Dekh Daag Ab Tak H.
Is kadar gam ne hame luta hai.
aansu tak ne hmara sath choda hai.
sbhi hai bedard yha jamane me,
jise dil me bsaya usi ne dil toda hai.
Agar Bura Hoon To Bura Sabit Kar,
Tera Pyar Pane ke liye Kya Khuch Nhi Kiya maine Mahi….
Mai Bewafa Hoon to Apni wafa sabit kar……
Hummari nazar bhout kuch kah deti hai,
Kabhi hame najro se samjh ker to dekho,
Ham se dosti ka rista hai tumhara,
Kabhi ham se dil laga kar to dekhon…
Royegi ye aankhe muskurane ke baad,
aayegi raat din dhal jane ke baad,
kabhi ruthna na hamse mere dost,
shayad ye zindgi na rahe tere ruth jane ke baad.
Bikate h gam ishq ke bazar me,
Lakho dard chhupe hote h ek chhote se inkaar me,
ho jaao agar jamane se dukhi to "swagat" h hamari dosti ke "Darbaar" me.
Lamho Me Shaam Dhal Jayegi
Lamho Me Rat Guzar Jayegi Har Lamha Hum Tumhe Yaad Karenge Aur Yaadgaar Lamho Mein Tumhe Hamari Hi Yaad Aayegi..
Kabhi dil se muskura kar dekho
humari gazal gunguna kar dekho
hum bhool jayenge aapko EK shart Pe
pehle aap humein bhula kar to dekho.
Kamyabi badi nahi hoti pane wale bde hote hai,
Draar bdi nahi hoti bhrne wale bde hote hai,
Itihas k hr pnne pe likha hoga ki dosti bdi nahi hoti,
Nibhane wale bde hote hai.
sabhi ko sabhi kuch nahi milta..
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dilwalo ki duniya hai ajeeb,
kisi se dil nahi milta to koi dilse nahi milta...
Bhar Ayi Ankhe Jb Unka Naam Aya
Isq Nakam Hi Sahi Fr B Boht Kaam Aya
Humne IshqMe Aisi B Guzari H Rate
JbTk Ansu Na Bahe DILko Aaram Na Aya.
Kbhi To Ayenge wo Hmari Wafao Se Shrminda Hokr,
fir Hm Na Milnge unko dubara Zinda Hokr,
Kya Mila unko Hmari Duniya Chodkr,
Khud B Tnha Rh Gye hume tnha chodkr.
Maine Uske Kadmo Me Apni Jaan Rkhdi...
AeDost
Par Manga Jab Us se Apna Hi Dil To Usne Kaha..
Choti C Chiz Hi To Thi Na Jane Kaha Rakhdi.?
aaj jo hum tumse keh na sake,
aaj pyar se iqrar karte hain,
jise tum rozz dekhte ho aaine mei,
usse hum bepanah pyar karte hai.......
gujar jayenge tere bina wo pal jinhe hum intezar aur tum waqt kehte ho,
kahin bhula na dena ye dosti bhi,
jise hum zindagi aur tum ek lafz kehte ho.
Rishta ek lamha nahi jo ab hai fir nahi,
Rishta ek sapna nahi jo aaj hai kal nahi,
Rishta to ek pyar hai, jiske bina zindagi aur zindagi ke bina hum nahi.
Khwabo ki barat sajaana muskil hai,
Aapki mulakat ko bhulana muskil hai, is kadar ranga hai dil aapke pyar mei,
ki is dil se aapko nikalna muskil hai.
Teri hasi ke aage mere ansu kuch nhai,
teri khusi ke aage mere gum kuch nahi,
tu jaha bhi rahe khush rahe,
teri zindagi ke aage meri mout kuch nahi.