- Wishes
- Top Contributors
- 9254710053 Wishes
9254710053 Wishes Collection - Page 6
167 Wishes in Collection
Dost dil ko pukaro pyar se, aa jaye to dularo laad se, kehna pagal yun nahi chodte raah mei, jinse tujhe pyar hai unhiko le aa iss raah mei.
“MAA-BAAP” ki 1 dua zindagi bna degi, khud royegi magar aapko hasa degi, kabhi bhulkar bhi “MAA” ko na rulana, 1 choti si bund puri dharti hila degi.
Nazakt karne wale kabhi rutha nahi karte, khud ko lutane wale kisi ko luta nahi karte, tut jate h nazdiki rishte par dil ke rishte kabhi tuta nahi karte.
Taqdir likhne wale 1 ehsan karde mere dost ki taqdir mei 1 aur muskaan likh de, na mile kabhi dard usko tu chahe to uski kimat meri jaan likh de.
Humse dosti nibhate rehna har mod par aazmate rehna, lekin door kabhi mat hona, chahe sari umr bhar satate rehna………
Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai, jise humne chaha wo hume rulata kyu hai, agar wo mere nasib mei nahi, to khuda aise logo se milata kyu hai.
Hawa se bujh jaye wo roshni humari nhi, Saahilo pe doob jaye wo kashti humari nahi, aur jo duriyon se mit jaye wo DOSTI humari nahi.
Mulaqaat bhi kabhi aansu de jaati hai, nazre bhi kabhi dhoka de jaati hai, guzre hue lamho ko yaad karke dekhiye, tanahi bhi kabhi sakoon de jaati hai.
Ham behte askon ko kab tak chhupaenge, 1 din gam k sagar mei dub jayenge, kab tak bhulane ki kosis karoge humei, hum har baaris ki bundo mei yaad aayenge.
Mere khwabon mei aana aapka kasur tha, aapse dil lagana mera kasur tha, aap aaye the zindagi mei pal-2-pal ke liye, aapko zindagi samajh lena mera kasur tha.
Unki nigahe kamal karti hai, kabhi haqiqat to kabhi afsana bayan karti hai, tham jati hai us pal dhadkne, jab unki jhuki palke mohabbat ka izhar karti hai.
Dua se ibadat hai dua se barkat hai, dua se hifazat hai dua se maafi hai, dua se jannat hai dua mei yaad rakhna, humko dua ki bahut zarurat hai.
Hum dard jhelne se nhi darte, par us dard k khatm hone ki ass to ho, dard chahe kitna bhi dardnak ho, par dard dene wale ko uska ehsaas to ho.
Har pal pe apka hi naam hoga, apke har kadam pr duniya ka salam hoga, muskilon ka samna himat se krna ae dost, dua h meri 1 din waqtbhi aapka gulam hoga.
Yaha koi rishta-naata saga nhi hota, ab to duniya me koi waada waffa nhi hota, dushman ki dushmani pe bhut naz h hame, dosto se to haq-e-dosti bhi ada nhi hota.
Chaha the humne jise use bhulaya n gaya, Zakhm dil k logon se chupaya n gaya, Bewafai k baad bhi itna pyar karta hun ki, Bewafa ka ilzam b us par lagaya n gaya.
Hame to gardise halat pe rona aaya, ae rone wale tujhe kis baat pe rona aaya, kaise mar-2 k gujari h tujhe kya maloom, jaane kya baat thi jo har baat pe rona aaya.