- Wishes
- Top Contributors
- 8003511191 Wishes
8003511191 Wishes Collection - Page 14
1558 Wishes in Collection
Yeh kitabon ki duniya samajhte samajhte zindagi nikal jayegi..
Theory ke concept mein life ki equation bigad jayegi..
Sochte hain nikal aye kitabo ki duniya se..
Par itna pata hai ki inhi kitabo se ek din ZINDAGI JANNAT main badal jayegi..
Na Chahat K Andaaz Alag....!
Na Dil K Thay jazbaat Alag....!
Thi Saari Baat Lakeeron Ki....!
Tere Haath Alag Mere Haath Alag....!
Har zhakam kisi thokar ki meharwani hai,
Meri zindagi ek kissa hai ek kahani hai,
Mita dete is dard ko jine se,
Par khambhakt ye dard bhi kisi ki aakhri nisaani hai....
Mere lie meri maa sirf maa hai.
Na bhagwan na koi amrit ka bardaan hai.
Kyun ki maa to maa hoti hai yaar, aaj tak uske sath comparable mene kuch nehi dekha hai.
Teri Mohobbat Ke Wade Yad Rahenge,
Tujhe Yad Kar-Kar Ke Aabad Rahenge,
?? Jo Pal Gujre Hai tere sath Me,
Maut Tak mujhe Wo Najare Yaad Rahenge.
Kisi ki yaadon mei khona acha nhi lagta Humein,
Kisi ke liye tanha jina acha nanhi lagta Humein,
Hum to kaat chuke hain bahut pehle tanha Zindagi,
Ab phir se kisi ke liye marna acha nanhi lagta humein...
Na Chaaho Itna Hame,
Chahaton Se Dar Lagta Hai
Na Aao Itna Kareeb,
Judai Se Dar Lagta Hai
Tumhari Wafaon Pe Bharosa Hai
Magar Apne Naseeb Se Dar Lagta Hai
Majboori ne mashhur kiya,
Waqt ne tumse door kiya,
Haalat ne halaat banaye,
Dil ka bura main nahi…
Rishton ne kishte banayi,
Saath toh aakhri dum tak ka hai,
Agar kadam saath na de,
Toh Dil ka bura main nahi…
Maths questn:
'x' married 'z' twice his age, left her
&
now married 'y' 1/2 his age.
Wat's d age of 'x'?
Student wrote:
I don't know the answer,
but
'x' is surely
.
.
.
.
SAIF ALI KHAN!!
Pyar ne kya gazab kar diya,
kisi ka nam kavita kisi ka gazal rakh diya,
jo 1 phool ka vazan bhi na utha sakti thi,
us mumtaz ke sine pe "TAJMAHAL" rakh diya
FACEßOOK pe CONTINUE online rehne ka matlab.....?.?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kisi Girls Hostel ke saamne kursi lekar baith ne jaisa hai...
A smart sign-board displayed at the highways for encouraging Slow Driving says :
"Mr LATE" is always better than "LATE Mr." :)
Wife to drunk husband: From now on,
if ur lips touch liquor
u will never touch my lips
Husband: awwww??
Wife: Now What r u thinking??
Husband: deciding,
18yr old Scotch
or
42yr old lips?
har cheez ko badalte dekha hai
har rishte ko badalte dekha hai
yahn tak ki apne khoon ko paani hote dekha hai
is rang badlti duniyan men
har shai ko badlte dekah hai
Takat ki 3 item..
Ghee asar krta hai 3 din me..
Doodh asar krta hai 3 ghante me..
aur
Daaru asar krti 3 minute me..
ab choice aapki ki aapko konsi takat chahiye
Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
Paas Bhi Unhe Hum Kabhi Pa Na Sake
Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se
Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake
ARZ HAI JANAB...............
Hontho ko chhuwa usne ehsaas abtak hai
wah wa wah wa
Aankhe num aur saanso me Aag ab tak hai
.
.
.
.
Waqt guzar gaya par uski yaad ab tak nahi gayee
.
.
.
Ufffffffffff wo hari mirchi ki swaad abtak hai
iPhone is the SALMAN KHAN of the mobile world.
Expensive,
Just one design
Same performance,
No change or enhancement,
Blind fan following.
Wait its not over yet..
SHAHRUKH KHAN is the China phone of the mobile world
Low Price
Low Quality
Attention Seeker
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai ,
Uski barat gayi , aur Iski mayat uthi .
Phool us par B the , aur Phool is par B the .
Mehfil waha B thi , aur Log yaha B the .
Wo doli pe thi , aur Yeh janaze pe tha .
Unka hasna waha , aur Inka rona yaha
Hakikat ki raho me sapne tut jate he.
Mausm badle to phul bhi murza jate.
Kbi hume yad bhi kiya kro ae dost...
Fir kehna mat ke apne kyu ruth jate he...
Mere lafjo ka ek ehsaas tu bhi kubul kar le...kya pta zindagi ye pal kab mujhse chhin le.... Karta hu main tujhse mohabbat kitni... Kya Pta ye Rab Mujhse hi Pyar karna Sikh le...
Hans Kar Bhi Dekha
Ro Kar Bhi Dekha
Pyar Kar Ke Bhi Dekha
Kho Ke Bhi Dekh Liya
Zindagi Wo Hi Jee Sakta Hai
Jis Ne Akela Jeena Seekh Liya
I love you for what you are,
but I love you
yet more for what you are going to be.
I love you not so much for your realities
as for your ideals.
I pray for your desires that they may be great,
rather than for your satisfactions,
which may be so hazardously little.