- Wishes
- Top Contributors
- anmol arora Wishes
anmol arora Wishes Collection - Page 2
188 Wishes in Collection
Ik tum ho jeese pyar bhi yad nahi ,
Ik mein , hu jeese or kuch yad nahi ,
Jindgi moot ke do hi to tarane hai ,
Ik tume yad nahi , ik mujhe yad nahi
Kisi ko Aankhoo Ka Nasha Tha,Kisi Ko Batoon Ka Nasha Tha,
? Hum Nashe Ki Paimaaish Ginte Reh Gaye
? Kyonki Humein Har Waqt Bus
? Likhne Ka Nasha Tha.
Shayari Nasha Bhi Hai ,Ek Zajbaat Bhi Hai
? HarToote Hue Dil Ka Ek Ehasaas Bhi Hai
? Jo Samajh Sake Iske Lafzoon Ko,Uska Pyaar Bhi Hai
? Aur Jo Na Samajh Sake, Uske Liye Ek Jhootha Khwaab Bhi Hai
By ... anmol arora
Aapki dosti me mujhe jannat nazar aati hai,
Aapke chehre par ye udaasi nhi bhaati hai,
Aapki ki muskaan se hi to aasmaan sitaro se chamakta hai,
Meri zuba par ab lafz na bache,
Par itna jaan lo,
Aapki soorat dekh kar aaina bhi jalta hai ??
Kya Kahein Bin Tere Ye Zindagi Hai Kaisi
Dil Ko Jalati Yeh Bebasi Hai Kaisi
Na Keh Pate Hain Na Seh Pate Hain
Na Jane Taqdeer Mein Likhi Ye Aashiqui Hai Kaisi..!!
Savan badho ghata suhani sab ke mn ko bahe ,
Ammo ke mosam mein koyal pancham sawer mein gaye ,
Uski sawer lahri mein Saki yead “anmol” ko aai ,
Jayse ki ik sajni gori geet Milan ke gay
Pyaar Ka Safar Toh Ek pyaara Safar Hai
Her pyaar Ko Kisi Na Kisi pyaar Ki Talash Hai
Kisi Ke Pass Manzil Hai Toh Raah Nahi hai
Aur Kisi Ke Pass Rah Hai Toh Manzil Nahi hai
Bharossa de ker Log is Zindagi Main Aatey Hai
Khwab de ker in Aankhon Main Samaa Jaatey Hai
Pehle to itna Yakeen Dilate Hai Ki Woh Hamare Hai
Phir Na Jaane Kyu dil ko tor Jaatey Hai
Ye hamara Dil Chahta Hai Tumse Pyari si Baate Ho
Khamosh bante hon or ik Lambi si Raat Ho
Fir us rat me Unse Raat Bhar pyaar bhari Baate Ho
Ki Tum Meri Jindgi Ho,Tum Hi Meri Kaynaat Ho
Bari muskil se bhula paye the tuzhe ,
Mager aa ker tune yad taja ker di ,
Rok nahi sakte hum zakhmi dil ko ,
zindgi hamari zahnum bana ker rakh di .
Gay the tum jis ke pahlu mein ,
Damn apna mujh se chura ker ,
Who khusiya mana hi raha tha ,
Chal dey uske bhi asak baha ker .
Jab dil pahle hi lut chuka ho ,
Gum kayse ho dolat ki chori ka ,
Hame gum nahi tayri judai ka ,
Dil mein jakam hai tayri bayvafai ka .
Sacha payer na karna kabhi kisi se
Sukh chain sab lut jayga
Beech payer ke jab chot lage ge
Khuli hawa mein dam ghut jay ga .
Un ke chahere pe ruk jati hai nazar
Nazre milte hi sarma ke ghuk jati hai nazer
Jab dil nahi rahta unko dekhe bina
Ti ik bar fir un ki taraf uth jati hai nazer .
Adhmara arman ban ker ji raha hu ,
Adhmara insan ban ker ji raha hu ,
Jindgi se char din le ker udhar ,
Mout ka mahman ban ker ji raha hu .
JIndgi gujri kisi raj ke sath
Umer roi mager atraj ke sath ,
Ab to bas ik hi khavaeish hai ,
Mot aay to mager andaj ke sath
Mein raha sab ki taraf , sab se nirala na hua ,
Hua angur mager dhalke mein hala na hua ,
Jab tak tune jalai na pyaar ki boli ,
Andhere gher mein kabhi dost ujala na hua .
Sama jalti hai to parvane chale aate hai ,
Hasino ko milne diwane chale aate hai ,
Tum to mayri moot per bhi nahi aay ,
Is seamy to baygane chale aate hai .
Her samay teyra khayal aay to mein kya karu ,
Her cheez tughe samne lay to mein kya karu ,
Vase to hame sone ki aadat nahi dosto ,
Her sapan mein who nazer aay to mein kya karu .
Operation k bad patient bola: "doctor saheb Kya ab me ROG MUKT hu..?"
Samne se Jawab mila: "Beta,doctor saheb to niche reh gye,
me to CHITRAGUPT hun
Ghari Do Ghari Ke Ley To Koi Bat Na Thi ,
Pav Mahndi Na Thi Mosme Barsat Na Thi ,
Din Mein Tum Aa Na Sakti Thi Aane ko Rat na thi
Aaji Saf Hi Kah Dayti Manjure Mulakat Na Thi
Tute huy paymane mein jam nahi aata
Gum ke maro ko kabhi aaram nahi aata
Dil torne se pahle itna to soch liya hota
Ke tuta hua dil kisi ke kam nahi aata .
Umer ka Rasta humvar nahi hota
Apna saya bhi madadger nahi hota
Dosto majburio ki bat alag hai varna
Janam se koi ghunah gar nahi hota
Chandni chand sitaro ka koi kam nahi
Payer ke mon esaro ka koi kam nahi
Bayjna chahte ho bayj do patjher , laykin
Jo nahi tum to baharo ka koi kam nahi
Gum na Ker Teri jindgi se chale jayge
Jab bhi mile gee nazre nahi mileage
Hoga jab tome apni Galati ka ahsas
Tab tak hum Kisi or ke ho jay ge
Hum unki chaahat mein itni door nikal aaye hain
K
ab
...
Rikshay wala waapsi ka 500 maang raha hai.
( )
/) (>
!!
hun ki kra??.
Kbhi kbhi aansu muskurahat se zada special hote hai..
Bcoz smile to sab k liye hoti hai....
Mgr aansu sirf un k liye hote hai..
Jine hum khona nhi chahte.
Sas ne
bahu ko
us ka rang dekh ker
pasand kiya
to bahu ne bhi
Apna kartav nibhaya
pahle hi din
sas ko bhar nikal
us ke chahere ka rang
udaya
Pyaar ke geet gavnege hum
Apni ik nayi Duniya Basaenge Hum
Jo in hawaaon se Diya Bujh Gaya
hum unhe Bech Kar Philips Ke Bulb Laye Ge