- Wishes
- Top Contributors
- anmol arora Wishes
anmol arora Wishes Collection - Page 3
188 Wishes in Collection
Tum kabhi nafrat na karna hum se
Hum kabhi bhi yeh sah nahi payenge
Bas tum Ek Baar Keh Dena Humse Jarurat Nahi ab Tumhari
Hum Aapki is Duniya Se hans Kar Chale Jayenge.
Hum unke intezaar mein hai who jante hai ,
Shayad isliye woh der laga rahe hai ,
Ye hamara waqt kat-ta nahin unke bina ,
Hame sata rahe hai woh yeh jante huy bhi ,
Hame yun sata ker unhe kya milta hai ,
Who ab bhi muskra rahe hai der se akar .
Hum se Chale Gaye woh Dur Kuch Pal Ke Liye ,
Hum se Dur Rehkar Bhi Karib Ho Har Pal Ke Liye ,
Hame kaise yaad na aaye aapki her pal
Ik Pal Ke Liye,Jab Dil me ho aap harpal ke liye .
Apni is dosti ki Buniyad tere dil me Rkhege
Tujko Azad or khud ko her dum kaid Rkhege
Hamari is dosti me kahi ho na jay Gustaki
Isliye Tere Kdmo K Bad hum apne kadam Rkhege
Hamare dil me hai Parchhai Unki
In aankho me hai herdum Yaade Unki
Aedost hum unhe Kese Bhulaye is dil se
Hamari sanso me basa hai pyaar unka
Kisi ko khabr nahi ki ye dil hua hai jakhmi ,
KOi asr nahi us per mayri chahat ka ,
Hum mar jayege ho ker juda tum se ,
Ye Koi Bdi Khbr Nhi sun ker us ne kaha .
Hum nikal na jay is Waqt Ke Dayare Se ,
Is dil se hum kabhi Utar Na Jaaye ,
Yaad Dilaya Karenge roz hum aap ko ,
Bhool Na Jaaye warna kahin aap hame .
Hum muskrana chahate the Thora Sa Juram Kar Ke ,
Per ye jamana jeene nahin deta or Marne Nahin Deti ye Mohababt .
Asaan hota hai mushqilo mein bhaag jaana ,
Imtihaan hota hai zindgi ka har pehlu ,
Zindigi mein kuch nahi milta darne walo ko ,
Sara jahaan hota hai in ladne walo ke kadmo mein .
Manzil thi hamari in Nigaho mein
Sambhalte rahe hum gir –gir ker
Bahut koshish ki in hawao ne
Aandhiyo mein bhi magar chirag jalte rahe
Tumhe takdeer badlni hai kitnon ki
Tumhe lana hai kitnon ko raste pe
Mat dekho apne haath ki in lakiron ko
Tumhe jana hai haatho ki In lakiron se aage
Tumare nam hogi duniya ki Har ik kamyabi ,
Ye duniya salam karege tumare har ik kadam per ,
Himmat se karna her Muskilo ka samna mere dost ,
Dekhna fir ye waqt bhi ik din aap ka gulam hoga .
Kyun hoti hai Yeh raat itni tanha ,
Sab ko kyun hoti hai apni kismat se sikayat ,
yeh kismet bhi ajeeb khel khelti hai sab se
Pah nahi sakte Jise ko hum pyaar me dosto ,
Ye mohabbat kyun hoti hai usi se hame dosto
Hamare jane ka gum Dil Main Dard Jarur ik ber de ga ,
Jab –jab sanse Le ge aap sab ki Yaad hame Aati rahe gi ,
Sanse Na Lene Se hamari Jaan Jaati rahegi ,
Hum Kaise Kehde aap ko Sirf Sans Se Jinda Hai hum ,
Ye saanse bhi to Qambakht aap sab ki Yaad Ke Baad Ati Hai
Ager hum sab Ke Dil Main Bas jate to Bura to Nahi ,
Aap sab ko is Dil Main Basana Khata To Nahi hamari ,
Zamane ki nazar me hum ne Gunhaa kiya To Kya Huya ,
Insaan hai ye Zamane Wale Bi koi Khuda Toh Nahi
Dosti ka Zajba Bi Kya Khub Dikha Deta Hai ye MOBI
Her Ajnabi Chere Ko sab ka dost Bana Deta Hai yah ,
Hum ne Toh Usse Zindagi Bhar Ka Saath Manga Tha ,
Per Ussne to mujh badnaseeb ko Apna Dil Hi De Diya .
Kuch bhi kahne se pahle Sochta Hu Kya Kehna Hai ,
Baat Hone K Baad Phir bhi Kuch Khna bhul Jate Hai ,
Ger Itna Khubsurat hota hai Pehla Pyar To E-khuda ,
Fir Na Jane Kyu Aksar Adhura Reh Jata Hai ye pahla pyaar.
Pehla Pyar jindgi ka koi Bhul nahi pata ,
Jab Koi Kisi Ko Khud Se Badhkar Chahta Hai,
Tab ye nasha pyaar ka ched ker bota hai ,
Hum uski her khushi Me Khud Ko Bhul Jate Hai
Kuch is tarah se Humne Mohabbat Ki Hai
Is Mohabbat Mein hum ne Tumhari Parastish Ki Hai
Is jindgi ki koi tasveer nahi Tumhare Bagair
Hum ne tumari Tamanna kuch is tarah se Ki Hai
Hum tume apni jaan se badh ker mohabbat karte hai
Hamar is mohabbat ko tum burra na samjhna
Tum in phulon ki tarah kitni khubsoorat or masoom ho
Dekho hamari is pyari se tareef ko bejaan na samjhna
Hum ne sari Umar tera saath dene ka wadha kiya hai
MUjhe ager is Zindagi ne sath na diya to bewafa mat samjhna
Ger Ab bhi tune meri is mohabbat ko thukraya sanam
Tum fir Isse apna muqadar jaan lena,koi khata na samjhna
Kitna Khushnaseeb hu main ki tum mile mujhe ,
Is zindgi ke safar mein ik saathi mila anmol mujhe ,
Dukh bhare baadlon ne gher rakha tha mujhe is kader ,
Ab baadalon ko cheer k bhi suraj deti hai roshni mujhe .
Hamari kissmat me itni khushi pahle kabhi na thi dost
Tum ne de ker saath mayra dard ko bhulana sikha diya mujhe
hame Laga wo Hume Sata Rahe he,
Hame Laga ke wo Karib aa Rahe he,
Anjan dost Hote he Ansuo ki Tarh he,
Malum Nahi hota Sath de Rahe He ya Chod ke ja Rahe Hai…
Hame koi kahe bura to bhi hum Jee lete hai
Hum dua dekar uske honton ko see lete hai
Hamare dil me Dard ho chahe kitna bhi
Zehar ka ye pyala chupke se pee lete hai
Tum se bicher ker aacha nahi lagta ,
faslon me rahna aacha nahi lagta ,
Hum tume her pal yaad karte hai ,
Mager bar-bar bhi to yah kahna aacha nahi lagta
Is nind se hamara koi talluq hi nahi barson tk
Fir ye khwab aake hamari chat pe tahalte kyun hai
Ik wqt hota hai is mod per jawani ko sambhalne ke liye
Aur fir sabhi log esi mod per aa ker phisalte kyun hai
Ye Dil kahta hain hum ko pathar pe likhu i miss you
Or fir wo pathar tumhare ser pe de maru
Taki tum ko bhi pata chale ki
Hame Tumhari yaad kitna dard deti hai.
Teri Nass-Nass Di Khabar Asin Rakhde Haan,
Tere Kahe Bina Har Gal Bujh Sakde Haan,
Akhan Teriyan Ton Bhavein Door Sahi,
par tere Dil Wich Asin Hi Vasde Haan