- Wishes
- Top Contributors
- ranjan Wishes
ranjan Wishes Collection
28 Wishes in Collection
pyaar hai ya saza ae mere dil bata
tootata kyun nahi dard ka silsila
is pyaar mein ho kaise kaise imtihaan
ye pyaar likhe kaisi kaisi daastan
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na koi asar…
tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai
Truth of life:what is status??
"Spending money which we don't have to
buy things which we don't need..
To impress people whom we don't know..."
No one in this world is afraid 2 speak
the truth...
They are afraid only about the consequences
that are to be faced after speaking the truth..
When ur depressed..When ur confused
When u have been hurt d most..
Don't ever get carried away...
rather just get in front of the mirror,
n there u will find d right person who
could actually help u get out of this..
Confidence never comes if v have
all the answers, but it comes when v
r ready for all the questions..
Be bold to face the world..
True fact of life:
When u need ADVICE everyone
is ready to HELP u..but
when u need HELP everyone
is ready to ADVICE u..
Ever noticed ur parents spend the
first 18 months trying to make u stand
up and talk...and The next 18 years
trying to make u sit down n listen..
Aag suraj main hoti hai ,
Jalna dharti ko padta hai
 mohabbat aankhen karti hain ,
tadapna dil ko padta hai
Dosti ek nagama hai jise gungunata hun mai,
Dosti wo rishta hai jise nibhata hun mai,
Akele jindagi kat nahi sakti hai,
Isiliye aap jaise pyare dost ko banata hun mai.
Vishwas karna hum dosti apni nibhayenge,
Agar khuda bhi bulayega to kahe denge,
Dost agar ijazat dega to hi aayenge.
Kar Lete Hain Sayri Jane Kiska Khayal Lekar
Kabhi Kisiki Kabhi Apni Zamal Lekar
Likhte Likhte Kab Nagma Banta Gaya
Jiye Ja Rahe Hain Jane Kitne Sawal Lekar
Surkh Aankon Se Wo Jab Hum Dekhte Hain
Hum Ghabraa Kar Nazre Jhukaa Lete Hain
Kaun Milaaye Un Aankhon Se Ankhen
Sunaa Hain Ki Wo Aankho Se Apna Banaa Lete Hain
In my heart you instilled love with grace and good deeds, happiness vanishes when you disappear, life brightens when you're there..
Tha woh ek hawa ke jhoke jaisa..
Rehta hai dil mein mere, nahi hai koi uske jaisa..
Aaye to hasata hai , jaaye to rulaata hai..
Aate jaate mujhe woh dewaana kar jaata hai..
Baaton mein uski hai phoolon si taazgi , jo saanson ko mehkaati hai..
Ruki ruki si thami thami si , thi meri yeh zindagi..
Jeeti thi main bas yuhin , khud ki parwah nahi thi..
Jhoom kar aayi kuch aisi hawaein , dil churakar chali gayi..
Sochti rahi main, dhundti rahi main , neendein meri khogai..
Tha who ajnabi kuch aisa.. jo mujhse mujhko chura gaya..
DIL K KONE SE EK AWAZ AATI HAI,
HUMEN HAR PAL TUMHAARI YAAD AATI HAI,
DIL POOCHHTA HAI BAA-BAAR HUM SE,
JINHEN HUM YAAD KARTE HAIN,
KIYA UNHEN B HUMAARI YAAD AATI HAI???.
Karni mujhe khuda se kuch fariyaad baaki hai
Hume unse kehni kuch baat baaki hai
Maut aayegi to keh denge zara ruk
Abhi mere dost se ek mulakaat baaki hai.
Mere Dil may ik dharkan teri hai,
Uss dharkan ki kasam tu zindgi meri hai,
Meri saanso may ik saans teri hai,
Woh saans jo ruk jae to maut meri hai.
Phool Hote to teri Rahon mein bichh jaate hum,
Gum hote to tuje Kabhi na Satatehum,
yeh or baat hai ki teri Jaan Hai Hum,
na hote to bhi tum pe JAAN lutate hum!
Aa Mujh Ko Sajaa Le Honton Par Naghmaa Hoon Teri Har Dhadkan Ka
Aa Phir Se Basaa Le Aankhon Mein Teri Aankhon Ka Kajal Hoon Main
Kal, Aaj Aur Kal Ko Yoon Main Ne Seeney Se Lagaa Kar Rakha Hai
Khud Aaney Waala Waqt Hoon Aur Khud Guzraa Hua Har Pal Hoon Main
Main Ne Hi Hasaaya Hai Dil Ko, Jab Jab Tha Udaasi Ka Aalam
Royaa Hoon Lipat Kar Khud Se Hi,
Ek Bheega Sa Aanchal Hoon Main
Aawara Hawaaon Mein Udhtaa
Ek Aawara Baadal Hoon Main
Khud Chain Hoon Apne Dil Ka
Aur Khud Hi Dil Ki Halchal Hoon Main
Sari umar aankho mei ek sapna yaad rahega,
zindagi beet jayegi wo lamha yaad rahega,
Jaane kya baat thi un dosto mei,
Mahfil bhool jayenge bus wo dostana yaad rahega.