- Wishes
- Top Contributors
- SUJAL Wishes
SUJAL Wishes Collection
18 Wishes in Collection
Kas tu asman ka ek sitar hota.Falk me asiyan hamara hota.Dekha karte log tujhe chahat vari nigahon se, par tujhe baat karne ka haq srif hamara hota.
Koi kuch na kahe to pata kya h Is bechen khamoshi ki wajah kya h Har koi chodh jata h Tanha hume Koi ye to bataye ki hamari khata kya h?
Daulat H Mujhko Zindagi Se Pyari Daulat K Liye Krdu Kurban Yari Daulat K Liye Tod Du Dosti Sari Tumse Kya Chupana Tum Hi To ho Daulat Hamari
Behte Hue ANSUO ko rokne me Hum Khud BEH Gaye Wo HUMSAFAR banenge Is Umid me TANHA reh Gye Unki CHAHAT ki ARZO k liye hum har DARD seh gye.
Hum Ful Bankar Mahekna Jante He Hum Muskura ker Gum Bhulana Jante He Log Humse Khush He Q ki Hum Bina Mile Hi RisTe Nibhana Jante hai..
DilKi Dastan Tuje Kaha KabuL Thi, Meri Wafa Tere Liye FizooL Thi, Koi Aas Nahi Par itna Bata Do.. Mene Chaha DIL Se Tuje Kya Ye Meri BhUl Thi.?
Moral- Pyar woh nahi ke hum 1 ko kitne sal taq karte hai. Pyar toh woh hai ke hum 1 sal mein kitno se karte hain? To Pyar karo Bindass...
SMILE is better than Credit Card bcoz 1) Accepted Worldwide 2) Auto Reload 3) Unlimited Usage 4) Need no Authorization 5) Makes everyone Happy
zindagi kisi ki amanat nahi hoti
amanat mei kabhi khayanat nahi hoti
hum se dosti zara sanbhal k krna
humari dosti ki qaid mei zamanat nahi hoti
duniya ney meyrey paou mey zanjeer daal de
chaho jo tum to meyra muqader sanwar do
yaaro ye meyrey paou ki beydee utaar do
ya khenchtey huwey sarey bazar ley chalo
kuch nahi hai magar
meri zindagi me tum ho
aarzoo , justaju meri
bandagi sirf tum hi ho
bhool jaoun mein tumhe
yeh tum ne soncha kaise
meri har nazar mein
meri har dua mein tum ho
bhoo jaoun mein apni hi zindagi
bandagi aur duaoun ko ka
us ki gali ko janta pehchanta hu mein
wo meyri qatal gaah hey ye manta hu mein
us ki gali mey mout muqader ki baat hey
shaed ye mout ahley wafa ki hiyaat hey
mein khud bhee mout ka hu talab gar ley chalo
baddi mudat se chaha hai tujhe.
badi duaon se paya hai tujhe.
tujhe bulane ki sochu bhi kaise.
kismat ki lakiro se chura hai tujhe….
yar kahte hai mohhabat kahte hain.
kuch log use bandage kahte hain.
jinke sath hum dosti karte hain.
hum unhe apni zindagi kahte hain.
ufan me kashti ko kinare bhi mil jate hai.
jahan me logo ko sahare bhi mil jate hai,
duniya me sabse pyari hai zindge.
kuch log zindagi se pyare bhi mil jate hai.
koun kahata hai dost tumse hamari judaai hogi.
ye khabar kissi ne uddai hogi.
shaan se rahenge aap ke dil me hum.
itne shayaris mein humne kuch toh jagah bannai hogi.
sabab judaai ka kuch to batao mujhe.
phir chahe dil o jaan se chahe dil o jaan se satao mujhe.
chalo ye mana ke aap ko fursat nahi .
magar ye lazim to nahi ke bhool jao mujhe.
rangat teri zulfon ki gatavo ne churai,
khusboo tere aanchal se hawao se udai.
paimane ka dil na tut jaye to kahu main,
hai cheez gazab ki jo nigaho ne payi.