- Wishes
- Top Contributors
- Nadeem Wishes
Nadeem Wishes Collection - Page 3
111 Wishes in Collection
KAISE SAZA DI KHUDA NE HUMKO
CHAHA JISE DIL SE USI SE JUDAI DI HUMKO
JAB BHULNE LAGE THE UNKO HUM
FIR MILA DIYA KHUDA NE HUMKO
TU CHAHAT MERI HAI, KISI OR KI NA HONA
TU MOHABBAT MERI HAI, MERI HI REHNA
MAIN AASHIQ TERA HU, TERA HI RAHUNGA
KHUDA KASAM TUJHE, HAR WAQT APNA HI KAHUNGA
MUJHE NA PATA THA KI WAQT
TUJHE MERE SAMNE FIR LAYEGA
MERI MOHABBAT KO FIR JAGAYEGA
HUM KO TERA AASHIQ FIR BANAYEGA
HUM TUMHE BHULE BHI NA THE DHANG SE
KE WAQT TERI TAMANNA FIR JAGAYEGA
AAJ BHI PYAR HAI TUJHSE ITNA
KI TUJHE BHUL NAHI PATA
APNE DIL SE TERA NAAM MITA NAHI PATA
APNI MOHABBAT KO BHULA NAHI PATA
CHAHA HAI TUJHE DIL SE MAINE
ISLIYE TUJHSE KHAFA MAIN HO NAHI PATA
TERA HI NAAM LIKHA HAI HUMNE DIL ME
TU KAHE TO HUM DIKHA DE
MOHABBAT HAI TUJHSE ITNI
TU KAHE TO HUM BATA DE
AASHIQ NA HOGA HUMSA TERA JAMANE ME
JO TUJHKO KHUDA BANA DE
KOI SHARAAB NASHA NAHI DE PATI HUMKO
JABSE TERI NAJAR DE GAYI
UMAR PAL KI TERI CHAHAT
EK PAL ME DE GAYI
UTAR JATA HAI HAR NASHA SANAM
TERI NAJAR UMAR BHAR KA NASHA DE GAYI
Aankhon mein aansoo ki aayi hai bahar
Dil mein gum chahe hai beshumar
Saanso ko bhi nahi raha apne pe aitbaar
Jindagi ka nahi humko hai maut ka intazar
Har lamha unhone kiya hai hume majboor
Har bar rakha hume khushiyon se door
Rab apni chaukhat pe ek baat batana jaroor
Ki kaun si galti thi jo kiya mere sapno ko choor
Kabhi khushi ne choda apna saath
Kabhi gum se ho gayi mulakaat
Kabhi is dil pe laga koi aaghat
Aur kabhi hum bheege in aansoon ki barsaat
Khushi nahi hume bas mila hai gum
Hasi nahi bas hui hai palke humari num
Pyar nahi dil ne bas sahe hai sitam
Tooti takdir kahe ya kahe ise dil ke zakhm
Roj darwaje par hamari nigahe atki rahti hai
ek din aaoge jaroor, yahi dilasa deti hai
kaash tum aa jate, le lete mujhe apni bahon mein
ji bhar ke ro lete, phir kabhi na aate ansu in ankhon mein
Haste haste humne rusvayi ka zeher pi liya,
Rehte rehte hummne gum ke sang jeena seekh liya,
Chalte chalte humne har thokar seh liya,
Aur jeete jeete humne is dard se dosti bada liya
Ummido ne jabse chhoda hai dil ka daman
Har pal badne lagi hai anpi uljhan
Gum ka galiyara lage hai ye aangan
Jaise dard mein dooba ho apna ye yauvan
Mujh par kya gujregi
Ye bhi nahi socha
Tum to apni baat
Bedardi se kah gaye
Jo geet gana tha
Sath sath mil kar
Wo geet tanhai me
Gun - guna kar reh gaye
Unki yaad me nikle hazaro aansoo
Un aansuon se apne har lamhe ko saja diya
Jis jagah pade they unke kadmo ke nishan
Us jagah ko humne ibadatgaah bana diya
Ek muddat se hai chipyae ashq palko mein
Dil gham se hai bhara par roye nahi
Koi nahi jo puchhe ek baar humse 'Jaan'
Jaag rahe ho kis ke liye? Abhi soye nahi
BEWAFAA THE HUM, MAGAR TUMSE WAFA KI THI
ASHIQO KE BAZAAR ME IS PARWANE NE BHI JAPA KI THI
MAGAR US KHUDA KO HUM KHUDA KYU KAHE JO SUN NA SAKA FARIYAAD HAMARI
JABKI USKI BHI HAR NAMAZ HUMNE ADA KI THI
Pyar ke kisse toh purane ho gaye
Dil ko dhadke toh zamane ho gaye
Khushi ke pal toh jaise afsaane ho gaye
Aur gum toh jaise jeene ke bahane ho gaye
YE DUNIYA HI JANNAT THI
YE DUNIYA HI JANNAT HAI
SAB KUCH KHOKAR AAJ YE
HUM PE KYA HUA HAI
JANE YE KAISI AAG LAGI HAI
JISME DHUAN NA CHINGARI HAI
SHISHE KI UMAR PYAR KI AAKHIRI BISAT KYA
TUTTA JO DIL KISIKA TO GAIRAT KI BAAT KYA
HUM APNE LIYE JITE HAIN HUMEIN JAHAN SE KYA
HUM KHUN-E-JIGAR PITE HAIN HUMEIN JAHAN SE KYA
BHOOL JA KASMEIN TOD DE WAADE
NA BADLE KISINE YAHAN IRADE
HUSN BHI JHOOTHA PYAAR BHI JHOOTHA
WAFA BHI JHOOTHI YAAR BHI JHOOTHA
RAHI YE DUNIYA USKI HOKAR
MAAR DE DUNIYA JISKO THOKHAR
KHUD KA NAHI HAI BHAROSA KOI DUNIYA KA SATH KYA
RONE SE KAHIN ACHHA HAI TU GAALE JHOOM KE
PHOOLON KA JALA DE SINA KAANTON KO CHOOM KE
HUM DEWAANE HAIN DEWANON KO DIN KYA HAI RAAT KYA
ISS SE PAHELE KE YAAD TU AAYE
MERI AANKHON MEIN PHIR LAHOO AAYE
MUJH KO GUM HAI TERI JUDAI KA
RANJH HAI APNI BEWAFAI KA
APNE WADDE SE PHIR GAYA HOON MAIN
APNI NAZRON SE GIR GAYA HOON MAIN
ISSE PAHELE KE TU MUJHE CHODE
MUJH KO THUKRAYE DIL MERA TODE
Kashti bhi nahi badli, dariya bhi nahi badla
Hum doobnay waalon ka jazba bhi nahi badla
Hai shoq-a-safar aisa, ik umr huee hum ne
Manzil bhi nahi paiee, or rasta bhi nahi badla
Ek Jaam Mohbbat kaa Aankho se pilaa dena
Mujhe Aaj nahi’n shaQi tu kal bhulaa dena
Jab Zikr mohabbat ka mehfil meiN aa jaye
Nazare jhuka ker tum aapna ikrar jataa dena
Tere ishq se mehmaa haiN, yeh meri duniya
Thukara ker mujhe tum kafiir na banaa dena
IshQ ke rahooN maiN gar wafa na nibha saka
Tu mout se badh kar mujhe koi aur sazaa dena
Teri ek pal ki bhi judai naa ab seh payege ESHA
Meri khawabo se jakar mujhe shayar na banaa dena
Dinse raat hone ko aaai hai
Pata nahin ye kaisi judai hai
Parwah nahin karte wo apne dost ki
Na jane ye kaisi dosti nibhai hai
Jitni dosti paayi hai aap se usse zyada paane ko dil chahta hai jaane woh kaunsi khubi hai aap me ki aapko har janam me DOST banane ko dil chahta hai.
Dosti wo anmol rista hai,Jo bade yatno se khoji jati hai
Prem, mukut, komal dhage me piro kar moti,
Haar gale ka ban jati hai.
Milana bichudna sab kismato ka khel hai,
Kahi nafrat to kahidilo ka mail hai,
Bik jaye hai har riste iss duniya me,
Sirf dost hi dost ko kam kaam aata hai.