- Wishes
- Top Contributors
- sourabh Wishes
sourabh Wishes Collection
14 Wishes in Collection
nasibo k khel ajeeb hote he, chahne walo ko sirf aansu hi naseeb hote he, kon caahta he apno se door hona, par aksar bichad jate he wo jo sabse kareeb hote he.
The first requisite for success is the ability to apply your physical and mental energies to on problem incessantly without growing weary.
Aaj mosam mein kuch ajeeb si baat he,
bekabu se hamare jazwat he,
ji cahta he tumko chura le tumhi se,
par mummy kehti he ki chori karma buri baat he.
Dil ko thi in se milne ki aarzu,
or milne ki khwahish me sabhkuch gawa diya,
kisi ne di khabar ki wo aayenge rat me,
itna kiya ujala k ghar tak jala dia.
na ki thi dosti apse kisi k kehne se,
na hi jora tha rishta apse ashko ke behne se, humne dekha tha apke dil ko,
aur dosti ki thi apne dil ke kehne se.
kajal bunkar teri aankhon mein samane ki taman na he,
dawa bunkar tere durd ko mitane ki taman na he, yun to hasil he zamane ki har cheez mujhe, sirf tujhe apna banane ki taman na he
rishte aur rashte ek sikke ke do pehlu he, rishte nibhate nibhate rashte kho jate he,
kabhi kabhi rashton pe chalte chalte rishte bun jate he.
BY:sourabh
Bheegte rehte he barish mein aksar,
kabhi maangi kisi se panha nahi,
hasrate poori na ho to na sahi,
khuab dekhna ko gunha to nahi.
zindagi k har mod par sunhari yadon k ehsas rahne do,
surur dil me zuban pe mithas rehne do,
yahi he jine k bahane na khud raho udas,
na kisi or ko rehne do.
honto pe ulfat ka fasane nahi aate,
sahil pe samundar k khajan nahi aate,
insan hi hote he insan ke humdard,
koi farishte yahan sath nibhane nahi aate.
jindagi lehar thi aap sahil hue,
na jane kese ham aapke kabil hue,
na bhulaenge hum us haseen pal ko,
jab aap hamari jindagi me samil hue.
Meri hatheli bhi aap apne pash rkhlo,jab dua mango to isko bhi utha dena,khushi mile to apna hath laga dena, aur gum mile to meri hatheli meri saza dena.
hansi ke nagme gate raho, waqt nikaal kar muskurate raho, zindagi kab deti he mauka baar-baar,mauka dundho aur khilkhilate raho.. good morning
Hansi Ke Nagme Gate Raho,Waqt Nikaal Kar Muskurate Raho,Zindagi kab Deti he Mauka baar-2,Mauka dundho aur Khilkhilate raho...