- Wishes
- Top Contributors
- kanhu Wishes
kanhu Wishes Collection
14 Wishes in Collection
Bewakuf,
Murakh,
Matlabi,
Dhokhebaz,
Chugalkhor,
Besharam,
Jhuthe,
Badtamiz,
Mokaparast,
Pakhandi,
ALLAH apko inn sabhi tarah ke logon se door rakhe.
Fizao ke badalne ka intazar nahi karte, Andhiyo ke rukne ka intazar nahi karte, SMS kar dete hai hum har roz, Hum kanjus ke sms ka intazar nahi karte.
Apne sare gham mujhe dedo, Mein sari khushiyan tujhe deta hoon, Jo sochi thi kabhi khud ke liye, Wo sari duaein tujhe deta hoon.
Har kadam pe aapka ehsaas chahiye
Mujhe aapka sath apne paas chahiye
Khuda bhi ro pade hamari judai se
Aisa ek rishta khaas chahiye.
Dur hain aapse to kuch gam nahi, Dur rahe k bhulne wale hum nahin, Roj mulakat na ho to kya huwa, Aapki yaad aapke mulakaat se kaam nahi
Dil mein aapki yaad basane ke liye, Pura dil khali karna pada, Magar dil itna chota padgaya ki, Dhadkan pe bhi aapka naam likhna pada.
Aap ko dekh kar yeh nigah jhuk jayegi, Khamoshi aab har baat keh jayegi, Padh lijiye en ankhon mein apni mohabat ko, Aapki kasam saari jannat wahin ruk jayegi.
Kash tum chanda aur mein sitara hota, Aasman par ek aashiyana hamara hota, Loog tumhe door bahut door se dekhte, Aur tumhe chune ka haaq sirf hamara hota.
Khub nahi bahot khubsurat ho tum, Tum se bhi khubsurat hai andaaz tumhara, Loog kehte hai chand ka tukda ho tum, Hum kehte hai chand tukda hai tumhara.
Kismaat hum pe itni ehasan kar jaye, Yeh saare haseen khwaab haqeekat ban jaye, Na karenge dua koi aur khuda se, Agar zindagi ke safar mein aapka saath mil jaye.
Bhagwan ke naam pe 1 patni dede, Apni nahi to dusre ki dede, Bhagwan tujhe 1 ke badle 3 dega, Anurag ki tarah Prerana ke saath Aparna aur Komolika free dega.
Bin badal barsath nahi hota, Suraj dube bina raat nahi hota, Issi liye yaar kisika dil nahi todna, Kyon ki dil tutne ki kabi awaz nahi hota
Naa hume aapse sikwa hai, na sikayat hai, Hume to baas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki ad
Ashq pochkar mere, Hasaya hai mujhe, Meri galti thi fir bhi, Seene se lagaya hai mujhe, Kaise pyaar na ho aise dost se, Jiski dosti ne jeena sikhaya hai mujhe.