- Wishes
- Top Contributors
- Raj9268891036 Wishes
Raj9268891036 Wishes Collection - Page 2
81 Wishes in Collection
Chand se pyara noor hai jinka,
Aankho me halki gurur hai jinka,
Wo koi our nahi memboob hai mere,
Har pal khyal aata hai jarur jinka,
Nirmal hai Ganga nirmal uska pani hai,
Ham jo likh rahe hai mohabat ki ek kahani hai.
Log kahte hai pyar na kare pyar ek fareb hai,
Ham kahte pyar kare kyoki pyar hi jindgani hai
Pyar ek afsana hai,
Jindagi jine ka bahana hai,
Yu to har geet ke rag hote hai,
Lekin iska aapna ek alag hi tarana hai.
Unko aankho me bate chhupane ki aadat hai,
Har waqt unhe muskurane ki aadat hai,
Hamarri najare to unse ja mili,
Jinko najar jhuka ke sharmane ki aadat hai
Kya shikwa karu mai jamane ki,
Yaha to najar badal gayi hai apne or begane ki,
Kuchh dostone is kadar sath chhora mera,
Ki ab taman bhi nahi rahi naye dost banana ki
Jinke aankho me kisi ka intjar nahi,
Jinko kisi pe aitbar nahi,
Jindagi bekar hai unka ,
Jiske dil me kisi ke liye pyar nahi
Pyar chij nahi jatane ki,
Hame adat nahi bhulane ki,
Isliye ham kam milte hai,
kyoki najar lag jati hai jamane ki.
Koi hamse bhi najare mila kar to dekhe,
Jam aankho se koi pilakar kar to dekhe,
Waise to hame pine ka shauk nahi,
Magar pi lenge koi aapni maikhane me bulakar to dekhe
Jindagi kuchh is tarah khamoshiyo se bhar gai,
Khojta firta hu dil ka dard par pata nahi,
Dard se na jane kyo jhuki jati hai palke bar bar,
Our rone me bhi pahle sa maja aata nahi.
Hamne aangan me logo ko tahalte dekha hai,
Bhir me bhi akele chalte dekha hai,
Yu to sabhi moti sippi me khoja karte hai,
Par hambe aansuo me bhi motiyo ko palte dekha hai
Dosti or Pyar nadi par ghumne gaye
Pyar nadi me gir gayi kyoki pyar andha hota hai,
Uske pichhe dosti bhi gir gayi
kyoki dosti kabhi sath nahi chhorti
Kabhi khatam na ho teri khushi ka khajana.
Duniya bhul na paye tera muskurana,
Tum jaha bhi jao meri duwaye teri sath jaye,
Khuda kare tu har waqt muskuraye..
Majak me wo uhi ruth gage,
Sare arman mere tut gaye,
Nafrat ka dhong unhone aisa dikhaya ki,
Wo pathar banker jine lage our,
Ham shisha banker tut gaye.
Jo aapke sapne ho wo haqiqat ban jaye,
Jis rah par kadam rakho samne manjil mil jaye,
Kuchh nahi mere pas bas duwaye hai,
Khuda kare in duwayo ko barakat mil jaye.
Ishq to jindagi ka ek afsana hai,
Ishq ka aapna hi ek tarana hai,
Pata hai sabko milenge sirf aansu,
Par na jane duniya me har koi kyu ishq ka deewana hai.
Girl:- My heart like a mobile in that u r a sim card.
Boy:- I m very happy.
Girl:- Don’t be too happy
if I get a new offer I will change the sim card
Phool banker muskurana jindagi hai,
Muskurakar gam bhulana jindagi hai,
Mil kar khush huye to kya huye,
Bina mile hi dosti nibhana jindagi hai.
Dil hi dil se dil ki bat ho jayege,
Aayine me khud ko dekho hamse bat ho jayegi,
Shikwa na karo hamse milne ka,
Aankhe band karo to hamse mulakat ho jayegi.
Ham kuchh is tarah dosti nibhayenge,
Noukari na mili to bikul na ghabrayenge,
Dono station par chalke dukan lagayenge,
Tum:chai banana hum:chai chai chilayenge.
Khushbu aapki dosti ki hame mahka jati hai,
Aapki har bat hame bahka jati hai.
Sanse to bahut der lagati hai aane me,
Par har sans se pahle aapki yaad aa jati hai.
Pyar karoge pareshan rahoge,
Shadi karoge udas rahoge
Love karoge devdas ragohe
Our hamse DOSTI karoge to bindas rahoge.
Gam ke sagar me kabhi dub na jana,
Raho me chalk e manjil na pao to tut na jana,
Jindagi me kabhi dost ki jarurat ho to,
Ham jinda hai bhul na jana.
Tanhai me muskurana ISHQ hai,
Bat ko sab se chhupan ISHQ hai,
Yu to nind nahi aati hai ISHQ me,
Magar din me jagte hue khwabo ka aana ISHQ hai.
Har rat ki tanhai me aapki aawaz suna karte hai,
Chand taro se aapka jikr kiya karte hai,
Mat aawo hamare khyabo me,
Ham bhoot – prêt ke sapne se bahut dara karte hai.
Itni muddat se thi kisi se milne ki aarzu,
Khwayisd E Didar me sab kuchh gawa diya,
Kisi ne di khabar ki wo aayenge Rat ko,
Itna kiya ujjala ki ghar tak jala diya
Pal – Pal tarsa tha us pal ke liye,
Wo pal aaya bhi to kuchh pal ke liye,
Socha tha use jindagi ka sabse haseen pal bana lenge,
Wo pal ruka bhi to ek pal ke liye
Dosti ka tohfa har kisi ko nahi milta,]
Ye wo phool hai jo har bag me nahi khilta,
Is phool ko kabhi murjhane mat dena.
Kyoki murjha hua phool fir nahi khilta.
Dard gam ka dil se mitaya na gaya,
Hamne lakh chaha par bhulaya na gaya,
Koi unse jake puchhe to sahi ki wo khud hi ruthe hai,
Ya hamse manaya na gaya.
Jo mang kar mile wo manat hai,
Jo chah kar mile wo chahat hai,
Jo pass hai wo amanat hai,
Jo rab se mile wo rahmat hai.
Par aap jaise dost mile ye kismat hai.
Sweetness in ur speech,
Talent in ur mind,
Love in ur heart,
Peace in ur eyes,
Strength in ur hands,
And
I wish always HAPPINESS in ur life