- Wishes
- Top Contributors
- aamir Wishes
aamir Wishes Collection
27 Wishes in Collection
Teri yaad jo aati hai to kuch aaisi aada hoti hai
Ankhoon ko band kar k us ko main sochoon to
Khamosh andharay main bas uski nigaah hoti hai
Zakhm kaise bhi hon kuch roz mein bhar jate hain
Us dareeche mein bhi ab koi nahi aur hum bhi
sir jhukaye hue chup chaap guzar jate hain
Dil se dil ka raabta apni jagah
Dil ko hai tujh se na milne ka yaqeen
Tujh se milne ki dua apni jagah
Mast nazron se dekh lenaa tha
Ager tamanna thi aazmane ki
Jab bojhal bojhal qadmoon sey
Sahil ki taraf main jati hoon
Tumhain saath main aksar paati hoon
Jab aati jati mojoon sey
be-rabt si baatain karti hoon
Tab yaad tumhain main karti hoon
Meri yehi chaahat thi ki tum hamari zindagi mein aao,
Lekin yeh ho na saka aur ab hum apni takdeer pe rote hain,
Neend to nahi aati hai ratoon ko lekin,
Phir bhi kabhi khuaboon mein aao isi ummeed se sote hain
Main Apni Zindagi Na Kho Bethoon
Main Apni Her Khushi Ganwa Bethoon
Usey Khaber Hai Sab Mager
Najaney Kyun Mujhey Rulata Hai
Na Janey Kyun Mujhey Satata Hai
Unhone dekha aur aansu ghir pade,
bhari barsaat me jaise phul bhikar pade,
dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…
Kabhi Aanso Chupa Chupa Ke Rooey,
Kabhi Dastan-E-Gum Suna Ke Rooey,
Raat Katti Hai Intezar-E-Yaar Main,
Hum Raat Bhar Taroon Ko Jaga Jaga Ke Rooey,
Nammo ki kya baat kartey ho,
Log to chehere tak bhool jatey hain
Tum samunder ki baat kartey ho,
Doobney wale to aankho me doob jate hai
Kab the hum bejaan jo aaj jeene lage,
Kab the hum hosh me jo aaj behoshi me peene lage.
Kab thi woh hamari jo aaj hamse juda hai,
Kab na tha hum me anurag jo mila nahi hume khuda hai.
Naa woh aa sake naa hum kabhi jaa sake,
Naa dard dil ka kisi ko suna sake.
Bus baithe hai yaadon mein unki,
Naa unhone yaad kiya aur naa hum unko bhula sake.
Bite un lamhoon ko bhulaun kaise
Teri un yaadon ko dil se hatau kaise
Kitna asaan hai tere liye mujhe bhulana
Magar main ye dard-e-dil duniya se chhupaun kaise
AANSOO JAB BHI PALKON SE BEHKAR AATE HAIN
KYA BATLAEIN KE AAP HUMEIN KITNA YAAD AATE HAIN
AAJ PATHAR BANKAR KHADDE HAIN USI MOD PAR
Zindagi gum mein biti
hajaaro shaam gum ki dekhi
par aaj tut gayi zindagi ko jine ki chahat
jab dosti aap se tuti
Ehsas hoga jab hum tumse dur ho jayenge
ankhon me ansu honge par nazar na ayenge
koi saath na de to hame yaad karna
Asman me bhi honge to laut ayenge
Ham jab judai me the tab hame fasaya gaya
Ham jise pasand karte the usine rula diya
Hamne jisko chaha tha usine zeher pila diya
Ham na jhute the na Dhokebaaz the ham
jise apna samajhte the usine hame har din rula diya
Aakhon ko sapno ki nahi hai ijaazat
Dil pe toh jaise aayi hai koi kayamat
Hontho ko muskyrane ki nahi hai jarurat
Jabse khushiyon se doori ban gayi hai apni haqikat
waqt toh aa gaya hai ab toh rusvayi ka
Waqt toh aa gaya hai firse tanhayi Ka
waqt maange jawab is zakhm ki gehrai ka
Par dil kya de jawab is haalat ki sacchai ka
Woh kehke chale itni mulakat bahut hai
Maine kaha ruk jao abhi raat bahut hai
Aasoon mere tham jaye to phir shauk se jana
Aise me kahan jaoge barsaat bahut hai
Chhoo rahe the zamilon ke sar mere paaon ke saath
Kis kadar ooncha tha main sooli pe chad jane ke baad
Pyar karke mol leli umar bhar ki bebasi
Dil na phir kaabu me aaya aap par aane ke baad
NA AB MUSKURANE KO JEE CHAHATA HAI
NA AANSOO BAHANE KO JEE CHAHATA HAI
BAHUT DIN HUE TUJHKO DEKHA NAHI HAI
TERE PAAS AANE KO JEE CHAHATA HAI
Agar main kahun ki tum meri ho
To ham par hansegi ye duniya saari
Teri yaad me o jaana
hamne har ek yaad bisaari
Fir bhi na jaane kyo teri nazar me
aaj bhi jhuti hai ye mohabbat hamaari
Teri judai ne itna staya hai
ki pata nahi kya kar jaaenge
Ye mat sochna ki teri nafrato ko dekhkar
ham yunhi dar jaaenge
Are ab tujhse juda hokar
zinda rehna to bas me nahi hamare
Dede apne haathon se zehar
use pikar ab khushi se mar jaaenge
Hamari muskurahat bhi aaj hamare paas hoti
jo tujh patthar se dil na lagaya hota
khuda na deta aisi fitrat bhulkar bhi kisi ko
agar pyaar ka ek dhoka usne bhi khaya hota
Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete
Sawaal Saare Galat The Hum Jawaab Kya Dete
Wo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar Sake
Fir Unke Hath Me Zindagi Ki Puri Kitaab Kya Dete
Zindagi me kuchh nahi dikhta
tujhe chhodne ke baad
Dali fool ko gale fir nahi lagati
kisike todne ke baad
Chha gaya sunapan aashiyano me
Tera yun mujhse mukh modne ke baad