- Wishes
- Top Contributors
- monti Wishes
monti Wishes Collection - Page 3
130 Wishes in Collection
Apne honay Ka Pata de daina.
Kabhi guzro to sada de daina.
Yaad aa jaon ibadat main agar.
Hath utha k dua de daina
Dekho fir raat aa gayi,
Tanhaiyo mein waqt bitane ki baat aa gai,
Hum to yu hi baithe the
Sitaro ki panah mein,
Chand ko dekha toh aapki yaad aa ga
Barbaad wafa ka afsana,
Hum kiss se kahen aur kaise kahen,
Khamosh hai lab aur duniya ko,
Ashqon ki zuban malum nahi,
Dil shola-e-gham se khaak hua,
Ya aag lagi armaano m
Roshani se hame apne dil ko jalana pada,
Dard sahekar bhi hame muskurana pada,
Aap log sada haste rahe,
Iss liye hame aasuwo ko chhipana pada.
Chahe koi jaisa bhi hamsafer ho sadyun se,
Rasta badalne mein der kitni lagti hai,
Sooch ki zameeno par raste juda hon toh,
Door jane mein der kitni lagti hai…
Bichhre toh qurbaton ki dua bhi na kar sake,
Ab ke tujhe supurd-e-khuda bhi na kar sake,
Khush bhi na rakh sake tujhe hum apni chaah mein,
Acchi tarah se tujh ko khafa bh
Nigahain milakar badal jane wali,
Mujhe tujse koi sikayat nahi,
Yeh duniya badi sangdil hai,
Yahan kisi ko kisi se mohabat nahi
Na jindgi mili na wafa mili,
Na jane kyu har khushi khafa mili,
Jhooti muskaan laya apne gum chhupate rahe,
Dosti karne ki kya khoob saja mili.
Kya hua agar dil toota hai,
Kya hua naseeb rootha hai,
Nadan yahi toh hota hai,
Toh phir kahe ko rota hai,
Ye soch tasalli kar le tu,
Bedard zamana jootha hai.
Khuda salamat rakhe unko jo hamse nafrat karte hai, pyaar na sahi nafrat hi sahi kuch to hai jo wo sirf hamse karte hai.
Tujhse dur rehke, jiyeinge hum kaise,
teri yaad leke, saheinge ghum kaise,
aasuo ka behna ab samhala nahi jata,
bheegi palkein leke raat soyeinge hum kaise ?
Hum bade bewafa se rishta bana baithe hai,
Phir unki sadgi se dhoka kha baithe hai,
Patharon se hai taluqaat apna,
Phir bhi shishe ka ghar bana baithe hai.
Jab ashq tham jaate hai to has lete hain,
Shayaad ek arsee baad hasa hu main,
Jab bhi aaina dekha…khud ko aasuo main dekha,
Aapna chehera tak bhool chuka hu main!!!
Dard-e-dil mein gam ki kaliya khilti hai,
Ab toh tanhai bhi aksar humse milti hai,
Aapne band kiya jabse yaad karna,
Humari parchhayi bhi humse ruth kar chalti ha
Bahut tamanna thi pyaar mein aashiyana banane ki,
Aashiyana bana chuke to lag gayi nazar zamane ki,
Yeh un ki mahabbat mein ajj hain aankhoun mein aasuo,
Humein to saja m
Kuch toh baat hogi jo tu bewafa nikli
Mohabbat toh tune bhi beshumaar ki thi
Aaj mana tu nahi meri raahon mein
Kuch door hi sahi.. Sang toh tu hi chali thi
Zaher de gayi woh peene ko,
Dil bhar kar zaher peene ke baad,
Zinda rehne ka vaada bhi le gayi,
Umar bhar intezar mein jeene ke baad.
Karte na unse mohabbat toh takhlif mehsus na hoti
Raat ki tanhaiyoon main bewafi na hoti
Karte hai hum aaj bhi unse pyaar na jaane kyun
Unki bewafaye aaj bhi pyara lagte
Har taraf gahirai hai,
Kinaara nazar nahi aata.
Vaada toh kar lete hai bahot mohabbat karlene ke baad,
Par jab musibaat pade, toh koi saath nibhaane nahi aa
Suhana manzilo ke safar per,
Kabhi niklo to jano ge,
Hum jaise musafir,
Kyun ghar ka rasta bhool jate h
Dua maangi thi aashiyane ki,
Chal padi andhiyan zamane ki,
Mere gam ko koi samjh na paaya,
Kyunki meri aadat thi muskurane ki..
Dil Nahi Lagta Aap ko Dekhe Bina,
Dil Nahi Lagta Aap ke Bare Me Soche Bina,
Aankhe Bhar Aati hai Yeh Soch kar,
Kis Haal Me Hoge Aap Hamare Bina..!!!
Kisi ka nind chura k
Khud soo jana achhi baat nahi,
Pyaar k raah mein humsafar ban k
Chood jana achhi baat nahi.
Deta hai kyu ye dard bas hum hei ko,
Kya samjenge woh en aankho ki nami ko,
Lakho deewane ho jis chand ke,
Woh kya mehsus karenge ek tare ki kami ko
Jeetai the hum kabhi saan se,
Mahek uthi fija kisi ke nam se,
Par gujre hain kuch aise mukam se,
Nafrat si ho gai hai mohabat ke nam se.
Raat pe aaj noor hai,
Kyunki ush chand pe gharoor hai,
Hum kis par gharoor karen?
Hamara to chand hi humse dur h
Phir usi chand se rishta bana baithe,
Phir usi saadgi se fareb kha baithe,
Pathron se they taalukaat hamare,
Phir bhi sheeshe ki ghar bana baithe.
Log kehte hain jo chup rehte wo gam sehte hain,
Per shayad unhe ye pata nahi,
Jo chup rehte hain,
Wo kisi ko sochne se hi khush rehte ha
Aey sanam teri duniya aur tumhe chod jayenge,
Jab hum na honge toh bahut yaad aayenge,
Tum lakh chupana zamaane se ae sanam,
Aansu ban ke teri aankh se beh jaenge.
Woh saksh jise har kisi ne thukraya hai,
Bas aansoo ne gale lagaya hai,
Kisi aur se kya sikwa kare dost,
Hume toh apno ne rulaya hai.