Idhar to Dekho, Hayaa kaisi Shab-e-wasl, Ab Uthaa ...

Shayari Wishes

By chetan | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Idhar to Dekho, Hayaa kaisi Shab-e-wasl,
Ab Uthaao bhi yeh parda Darmiyaan se!
Hum Bhi to dekhen Bahar is Jannati baagiche ki,
Surkh Phoolon Shabnami Pattiyon aur Murmari Daaliyon se!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares