Tu mujhy hath per saja ly kangan ki tarah, Main l ...

Shayari Wishes

By kalpesh | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Tu mujhy hath per saja ly kangan ki tarah,
Main liptna chahta hoon tujh sy aanchal ki tarah,
Daikho kabhi na tum in aankhoon main aansoor lana,
Main saja hoon teri aankhoon main kajal ki tarah,
Our tu hay mery dil main is tarah,
Jesy baithi ho new saij per dulhan ki tarah.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares