aaine mein dekha to aksh kisi aur ka nazar aaya ha ...

Shayari Wishes

By kanu1988 | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
aaine mein dekha to aksh kisi aur ka nazar aaya hai
raahon mein dekha to saath mere kisi aur ka saaya hai
us ki chahat ki baarish se bachna ab mushkil hai...
wo ban ke baadal meri kaaynat par chaya hai.
kanu
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares