Hum aapko yaad rahe to thik warna bhula dena, Hui ...

Shayari Wishes

By dharma | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Hum aapko yaad rahe to thik warna bhula dena,
Hui ho humse koi khata to saja dena,
Hum to ek kore kagaj ki tarah hai,
Kuchh likho to thik warna jala dena…….
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares