Kon nahin hai bewafa sanam is duniya me, Toofan kashti se kare bewafayi,dobana hi chahe Saagar sahil se kare bewafayi,milkar bhi na mile Chandni raat se kare bewafayi,badalon me chup ke Zindagi bhi kare humse bewafayi,maut ko sopne.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.