Aey dil tu muhabbat karta kyun hai, Jo karta hai to phir tarapta kyun hai, Jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke, Wo aankhon ke raste nikalta kyun hai,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.