Sanso ka pinjra kisi din tut jayega, Phir musafir kisi rah me chhot jayega, Abhi jinda hai to yaad kar liya karo, Kya pata kab duniya ka sath chhut jayega
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.