Unki ek yaad bechan kar jati hai Har cheez me unki surat nazar aati hai. Aisa hal kiya unhone pyar me hamara Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.