Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae na tarkib koi ki exam pas kiya jae. Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne na roya jaye aur na soya jaye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.