Unki yaad me nikle hazaro aansoo Un aansuon se apn ...

Shayari Wishes

By Nadeem | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Unki yaad me nikle hazaro aansoo
Un aansuon se apne har lamhe ko saja diya
Jis jagah pade they unke kadmo ke nishan
Us jagah ko humne ibadatgaah bana diya
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares