Unki Aahat Aaj Bhi Mehsus Karta Hu Main Un Lamho K ...

Shayari Wishes

By Nadeem | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 1 shares
Unki Aahat Aaj Bhi Mehsus Karta Hu Main
Un Lamho Ko Harpal Yaad Karta Hu Main
Jinhe Pane Ke Liye Chhod Di Saari Dunia
Unke Aane Ka Aaj Bhi Intezar Karta Hu Main
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares