Bar bar unhone dil hai mera toda Har bar mila hai ...

Shayari Wishes

By Nadeem | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Bar bar unhone dil hai mera toda
Har bar mila hai na jayada na thoda
Kismat ne humse hai is kadar mu moda
Jaise kisiki jaan ne hai ruh ka saath chhoda
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares