Zindagi ne khushiyon ko pukara hai, Sada muskurao ...

Shayari Wishes

By anaslove2k@yaho | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Zindagi ne khushiyon ko pukara hai,
Sada muskurao tumhara har gam hamara hai,
Phool khilte rahe jeevan mein tumhare,
Kaanton ke liye daaman hamara hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares