Ae rab tu hamaare pyaar ki duniya basa de, Hoga ka ...

Shayari Wishes

By anaslove2k@yaho | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Ae rab tu hamaare pyaar ki duniya basa de,
Hoga karam tera sada ke liye ham ko mila de,
Tu dushmano ke dil me pyaar ki shama jala de,
Apne karam se beech ki har deewaar gira de.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares