daag gum ka dil se mitaya na gaya humne lakh chaha ...

Sad Shayari Wishes

By sai | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
daag gum ka dil se mitaya na gaya
humne lakh chaha par bhulaya na gaya
ruthne wale se koi ye to puche
wo khud ruthe hai ya humse manaya na gaya
View All Sad Shayari Wishes