Kyo patjhar me shavan ka entajar karta hu, Kyo her ghadi sirf tera entajar karta hu, Tu koin hai ?, kaha hai? in sab se anajan hu, Kya teri tarah mai bhi tera araman hu TU na aa per aane ka vaada to kar.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.