Meri andheri zindagi me thoda ujala to kar, Teri aas me na jane kab se shoya nahi, Teri yaad na jane kitani raate raoya Ab apani khusi se mera gum aadha to kar Tu na aa magar aane ka vaada to kar
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.