Tera khayal dil se na jaye to kya karu, Reh reh ka ...

Shayari Wishes

By chandra kant tiwari | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Tera khayal dil se na jaye to kya karu,
Reh reh kar teri yaad aye to kya karu,
Kehte hai khwaabon mein hogi mulakat,
Raat bhar neend hi na aye to kya kaaru.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares