Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke, Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain, Kya karen is duniya walon ka, Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.