kuch aansu hai jo bahte nahi, log apane pyar ke bi ...

Shayari Wishes

By zimmi | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
kuch aansu hai jo bahte nahi,
log apane pyar ke bina zinda rahte nahi,
hum jaante hai unhe bhi aati hai hamari yaad,
par jaane Q hamse wo kuch kahte nahi.

Dil walo ka apana jahan hota hai,
zindagi junun, ishq imtihan hota,
be maut mare jate hai mohabbat me,
marne ka shauk kahan kisiko hota hai..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares