Hamara toh dard se rishta purana hai, Isiliye aapk ...

Shayari Wishes

By monti | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Hamara toh dard se rishta purana hai,
Isiliye aapke har gam ko apna mana hai,
Kya kahe uss rab se ki woh the bewafa,
Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares