Kya hua agar dil toota hai, Kya hua naseeb rootha ...

Shayari Wishes

By monti | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Kya hua agar dil toota hai,
Kya hua naseeb rootha hai,
Nadan yahi toh hota hai,
Toh phir kahe ko rota hai,
Ye soch tasalli kar le tu,
Bedard zamana jootha hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares