log kahte hain k mohabbat me asar hota hai kaun se ...

Shayari Wishes

By najmi | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
log kahte hain k mohabbat me asar hota hai
kaun se shahar me hota hai kidhar hota hai
kisi aashiq pe jab ishq ka junun sawar hota hai
pahadon par bhi uska rassta hamwaar hota hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares