Veeraan wajood main chalna para humain, apne lahu ...

Shayari Wishes

By vicky | Added 15 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Veeraan wajood main chalna para humain,
apne lahu ki aag main jalna para humain,,
Manzil bohat hi door thi raaste the ajnabi,
Taaron k saath saath niklna para humain,,
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares