Tu sitam chahe mujh par dha ke jaa, Tu apna chehra ...

Shayari Wishes

By Luv Virus | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Tu sitam chahe mujh par dha ke jaa,
Tu apna chehra chahe na dikhake jaa,
Main ye nahin kehta ki mujhe apna bana le,
Lekin is tarah na muhe akela bana ke jaa.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares