Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu mein jitna paas jau utna door jate hai kyu kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki mujhe aise har pal sataate hai kyu
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.