talwar hi kaphi nahi hoti war karne ke liye,war to nazaren bhi karti hai. fark itna hai ki talwar uth kar war karti hai aur nazren jhuk ke war karti hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.