Jo haal tumhara hai wahi hamara hai yaar, Har pal rahte hai tumse milane ko bekraar, Shayad isi ko kahte hai sab pyaar, Rab se dua karte hai jald ho tumhara deedar, Yaad tum bhi aate ho hame baar-baar.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.