Dhoka tum na dho ab yakeen hame nahi, bewafi tho dekchuke ab wafa ka barosa nahi, dosti samj b sako wo akal tumme nahi, kr k mohabbt saza tum saho utna sabar tum me nahi, hamari myyath pr tum Aao ye yakeen ab kisi ko nahi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.