Khuda ki mahobbat fanah kaun karega.. Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega. Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna.. Warna hamari Qabar pr chadar kaun chadayega…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.