Ansoo to ek bahana hai , dard ko dikhane ka, jinda ...

Shayari Wishes

By BOMBAYROCKER | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Ansoo to ek bahana hai , dard ko dikhane ka,
jindagi to ek fasana hai, khud ko samjane ka,
khusi to ek tarana hai, har pal ko gane ka,
hoth to ek khajana hai, harwaqt muskurane ka,
jindagi ho gai hai las, na kasoor hai jamane ka….

list can be increased…;)
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares