Aasman se todkar "Tara" diya hai, Aalam- ...

Shayari Wishes

By sharma | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Aasman se todkar "Tara" diya hai,
Aalam-E-Tanhai Me Ek sahara diya hai,
Meri kismat bhi "Naaz" karti hai Mujh par,
kyoki Khuda Ne "DOST" hi itna pyara diya hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares