Har gam ko Pala Nahin Jata, kaanch ki chizon ko Uchala nahin jata, Kuch karna hai to mehnat karo Yaaro, Har baat ko "Aal izz Well" bolkar Taala nahin jata........
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.