jaan banakar humne tumse pyar kiya kiya hai, khuda ...

Shayari Wishes

By jaanu | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
jaan banakar humne tumse pyar kiya kiya hai,
khuda se bhi jyada tera aitbar kiya hai,
tumne kya diya hume sirf ansuon ke,
humne to fir bhi pyar mein rone ka intejar kiya hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares