na jane kyun dil bechain hai tumhare bina, so bhi ...

Shayari Wishes

By jaanu | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
na jane kyun dil bechain hai tumhare bina,
so bhi paye raaton ko tumhare bina,
raat bhar ye soch kar jagte hum rahe,
ke umr bhar kaise jee payenge tumhare bina.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares