Maayoos to hu magar hona nahi chahta, Kya karu mai ...

Shayari Wishes

By Varun M | Added 14 Years Ago, Updated 11 Years Ago, 0 shares
Maayoos to hu magar hona nahi chahta,
Kya karu main use bhoolana nahi chaahta,
Jaanta hu wo bekhabar hai mujhse,
Phir bhi uske khyaal ko dil se mitana nahi chaahta
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares